Friday, May 1, 2015

Kbhi chahne wala nhi milta, Kbhi jo chaha wo nhii milta.
Zindgi jee lo ho kr befikar warna marne ka bahana nhi milta.

Wednesday, April 22, 2015

Jaane de unhe apni nazro se dur naadan e dil tarun, Ab unki khushi mai jee lenge,
Unke dil mai jo jagah na mili to mahajer ban ke je lenge.
Husrut hi rhi unhe paane ki, Wo chali gyi zindgi es tarun diwane ki.
Wajhe bhi nhi mili unke jaane ki, Aisi nazer lgi es zamne ki.

Wednesday, April 8, 2015

Wo dard phir se ubher aaya, bichda pyar jub nazer aaya.
Itni thi mohabbat unse, aaj jub dekha unhe to aankh mai khushi ka aansu nazer aaya.

Tuesday, April 7, 2015

Mere armano ne phir se udaan bhari hai, apni zindgi mai khushiyo ki phachan kri hai.
Nam aankho se di hai uske saath ko vidaai, per uski yaado ko dil panha di hai.

Sunday, April 5, 2015

Yu haal-e-dit tarun bayaan na kr alffazo mai, ye tere ishq ka upmaan hoga.
Wo thi nhi tere naseeb mai ye jaan le, ab uski muskarati tasveer ko apni zindgi maan le.

Friday, April 3, 2015

Aansuo se daaman mera gila ho gya, Main dard se apna rishta tod nhi paya.
Parchiyo ka phicha chod nhi paya, Wo hai meri zindgi ye usse bol nhi paya.

Thursday, April 2, 2015

Jhukhi hai palkke apni babeshi per, dard dil mai upphaan ban kr batiha hai.
Jhen mei tera pyar aur jubaan per tera naam rhta hai, phir bhi bhari hai aankhe teri juddai mai.

Wednesday, April 1, 2015

Saans lene ka naam jeena nhi hota, haath thaam lene ka naam pyar nhi hota.
Zindgi kaat lete hai yha per log haatho mai haath le kr per samne wali ki khushi se koi sarokar nhi hota.

Monday, March 30, 2015

Rukshat aur ruswa se mera koi to nata hai,
Na jaane kyu her koi mera dil dukhata hai.
Aankhe tarsh rhi hai tere didar ko, ab to chehre pe nazar ye aata hai.
Ishq e tarun ye batata hai, ab to baadal bhi barshne se sarmata hai,
Jitna ke Haal e dil tarun barsh jata hai.
Teri yaado se door ja nhi paya, Palat kr tere pass aa nhi paya.
Mohobet thi tum se ye bhula nhi paya.
Yaado ke saaye mai jeeven bita nhi paya.
Aansuo se jeena muskil tha, duniya ki dua se marna muskil tha.
Zina pada tere bina, wo marne se jayad muskil tha.
Palko mai spano nhi rhe. Aankho mai neend nhi rhi.
Zindgi mai teri yaad, raatto ko teri aawaz
Tu mil jaye kbhi yhi hai meri aas.

Sunday, March 29, 2015

Rait ke udne se raigistaan saaf nhi hota, Mandir mai sir jhukane se imthehaan pass nhi hota. Paschytaap ke baad bhi paap kbhi maaf nhi hota, waqt ke guzar jane sub kuch ithihaas nhi hota.

Friday, March 27, 2015

Chal paddha hu akela tanha zindgi ke safar per, Ab ye sub rishte naate bemaani lgte hai.
Haal e dil tarun kuch yu hai dard zindgi ka sirf apna hai, Aur baki sub to rahgeer nazer aate hai.

Wednesday, March 25, 2015

Es pyar ki sazza her khushi de kr payi hai, Aalam ye hai ki kub to gum ne bhi peeth dikhayi hai. Her rishte ne mooh moohd liya, Aur ye zindgi hi harjai hai.
Zindgi Kismet ka naam nhi hoti, pyar daam ki gulam nhi hoti.
Maut to aani hai ek din, ye sali kistto mai hallal nhi hoti.

Monday, March 23, 2015

Nakaami aarmano ke pankh thod deti hai bure waqt mai to parchhai bhi sang chod deti hai.
Khawaise bhut si dum tod deti hai, mohabut bhi kbhi kbhi sang chhod deti hai.
Ye tannhaai bhi kbhi bharam thod deti hai, Sangat bhi apna rang chhod deti hai.
Zindgi chah kr bhi ji na paoo, aise mai to maut bhi ghutne tek deti hai.
Kharijh hui her derkasht meri apni, aise mai to kismet bhi moh mohed leti hai.
Dard hai itna ki kuch yaad na kr, bhool jaoo sub kuch ye fariyaad na kr.
Ho jaye mhhobett to kisi ko budhnaam na kr, uske intezaar mai subhe shaam na kr. Aa jaye wo to palke bhicha dena warna ankho ko apni pershaan na kr.
Shmeat lena her ek lamhe ko, phir se unhe jeene ki guhaar ka kr.
Bishaat hai ye shatranj ki zindgi, chahhet ki apni umeed na kr.
Bunjer hai duniya aur patther hai log yha per, apni kaffan ki purkar na kr.
Milega aarmgaah merne per, usse phele aaram ka vichar na kr.