Wednesday, April 22, 2015

Jaane de unhe apni nazro se dur naadan e dil tarun, Ab unki khushi mai jee lenge,
Unke dil mai jo jagah na mili to mahajer ban ke je lenge.
Husrut hi rhi unhe paane ki, Wo chali gyi zindgi es tarun diwane ki.
Wajhe bhi nhi mili unke jaane ki, Aisi nazer lgi es zamne ki.

Wednesday, April 8, 2015

Wo dard phir se ubher aaya, bichda pyar jub nazer aaya.
Itni thi mohabbat unse, aaj jub dekha unhe to aankh mai khushi ka aansu nazer aaya.

Tuesday, April 7, 2015

Mere armano ne phir se udaan bhari hai, apni zindgi mai khushiyo ki phachan kri hai.
Nam aankho se di hai uske saath ko vidaai, per uski yaado ko dil panha di hai.

Sunday, April 5, 2015

Yu haal-e-dit tarun bayaan na kr alffazo mai, ye tere ishq ka upmaan hoga.
Wo thi nhi tere naseeb mai ye jaan le, ab uski muskarati tasveer ko apni zindgi maan le.

Friday, April 3, 2015

Aansuo se daaman mera gila ho gya, Main dard se apna rishta tod nhi paya.
Parchiyo ka phicha chod nhi paya, Wo hai meri zindgi ye usse bol nhi paya.

Thursday, April 2, 2015

Jhukhi hai palkke apni babeshi per, dard dil mai upphaan ban kr batiha hai.
Jhen mei tera pyar aur jubaan per tera naam rhta hai, phir bhi bhari hai aankhe teri juddai mai.

Wednesday, April 1, 2015

Saans lene ka naam jeena nhi hota, haath thaam lene ka naam pyar nhi hota.
Zindgi kaat lete hai yha per log haatho mai haath le kr per samne wali ki khushi se koi sarokar nhi hota.